SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghar aangan jaan nisar akhtar ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "ghar aangan jaan nisar akhtar ebooks"
Ghazal
tum pe kyaa biit ga.ii kuchh to bataa.o yaaro
mai.n ko.ii Gair nahii.n huu.n ki chhupaa.o yaaro
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
har ek ruuh me.n ik Gam chhupaa lage hai mujhe
ye zindagii to ko.ii bad-du.aa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
har ek ruuh me.n ik Gam chhupaa lage hai mujhe
ye zindagii to ko.ii bad-du.aa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ranj-o-Gam maa.nge hai andoh-o-balaa maa.nge hai
dil vo mujrim hai ki KHud apnii sazaa maa.nge hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sub.h ke dard ko raato.n kii jalan ko bhuule.n
kis ke ghar jaa.e.n ki is va.ada-shikan ko bhuule.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dar-ba-dar kii KHaak peshaanii pe mal kar aa.egaa
ghuum-phir kar raasta phir mere hii ghar aa.egaa
Sultan Akhtar
Ghazal
siyaah raat ke dariyaa ko paar karte chalo
bas ek duusre ko hoshiyaar karte chalo
Saurabh Shekhar
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
jab lage.n zaKHm to qaatil ko du.aa dii jaa.e
hai yahii rasm to ye rasm uThaa dii jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aa.ngan me.n chho.D aa.e the jo Gaar dekh le.n
kis haal me.n hai in dino.n ghar-baar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegii
tum aa.e to is raat kii auqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
achchhaa hai un se ko.ii taqaazaa kiyaa na jaa.e
apnii nazar me.n aap ko rusvaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tuu is qadar mujhe apne qariib lagtaa hai
tujhe alag se jo sochuu.n ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ham ne kaaTii hai.n tirii yaad me.n raate.n aksar
dil se guzrii hai.n sitaaro.n kii baraate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
be-muravvat bevafaa begaana-e-dil aap hai.n
aap maane.n yaa na maane.n mere qaatil aap hai.n